Axis Bank me Zero Account Khata kaise khole 2023

Kya aap ak saving account kholane ki talash kar rahe hai to aap bahut hi sahi article ko padh rahe hai .aapke liye axis bank me khata kholana kafi accha sabit hoga .yaha par maine axis bank me khata kholane ki puri jankari di hai.

Iske liye aap kyc ke madhyam se khata ko khol sakte hai .khata ko kholane ke liye aap ke pass adhar card aur pan card ka hona jaruri hai.is bank me lagbhag 100 se adhik subidhayo ko pradan kiya jata hai .jinka upyog aap online kar sakte hai .yah bank bahut hi aasani se kyc ke madhyam se account ko kholane ki subidha pradan karta hai .isame khata kholane ke liye bahut badi badi line me lagne ki aawashyakata nahi hoti hai .nhi iske liye aapko branch me jane ki jarurat hoti hai .aap ghar baithe video kyc ke madhyam se khata ko khol sakte hai. Axis bank me khata kholane ke liye aapko inke official website par jana hoga .aur aap vaha se registration kar sakte hai .ya aap najdiki branch me jakar khata ko khulwa sakte hai.

Axis Bank Me Zero Account Khata Kaise Khole

Agar axis bank ki baat ki jay to private chetra me tisra sabase bada bank hai,jisame digital khata ki tarah aap apana account open karwa sakte hai.dosto aaj ke is article me ham yahi batayenge ki aap Axis bank me aap online saving account kaise khol sakte hai.isko kholane ke liye kya kya dastawej lagenge iski puri jankri di gai hai.kya aligibilty hai puri jankari aapko ham is article ke madhyam se denge .

Axis Bank kaisa Bank Hai

Yah private sector me kafi accha bank mana jata hai ,agar pahle samay ki baat ki jay to yah bank pahle UTI Bank ke naam se jana jata tha,yah ak bhartiy bank aur vitty bank hai,iske mukhyalay ki baat ki jay to yah mumbai me maharastra me stith hai.vartman samay me iske Ceo amithabh chaudhary hai .

Is bank ki sthapana 1993 me ahmdabad me hui thi.

CEOAmithabh Chaudhary
MukhyalayMumbai
Sthapit1993 Ahamdabad

Axis Bank Saving Account Details In Hindi

Artice ka naamAxis bank me zero account kaise open kare
Bank ka naamAxis bank
Khate ka prakarDigital saving Account 
Jaruri dastawejAdhar card ,pan card
Age18 varsh se adhik
Account open karne ka process Online Process
Mobile ApplicationClick Here
Official websiteClick Here

Axis Bank Saving Account Kaise Open Kare

Axis bank saving account open karne ke liye  aap inki official website par jakar registration karke saving account open kar sakte hai.iske alawa aap offline bhi account ko open kar sakte hai.iske liye aapko branch me jana hoga .aur sare docoment ko le jana hoga aur sare docoment ko verify karana hoga.

Agar aap online madhyam se saving account ko open karna chahte hai to niche diye gaye step ko pura pura follow kare.

Step-sabse pahle aap axis bank ki official website ko khole.

Step-iske bad aapko 3 dot par click kare ispar click karte hi aapke samane bahut sare vikalp dikhai dene lagenge aapko explorer product par click karna hoga.

Step-iske bad account section me jana hoga aur vaha par saving account par click kare.

Step-iske bad aapko ak naya page select karna hoga easy access  digital saving account select karne ke baad aapko open online par click kare.

Step-iske baad aapko ak naya page open karna hoga jaha aapko account ke labho ke bare me bataya jayega.

Step-easy access ko select karne ke baad aapko apply now par click kar dena hai.

Step-kuch samay baad processing start ho jayegi phir aapko please note ka ak poupup ak screen par aayega iske baad continue par click kar de.

Step-iske baad aapko location ke permission ko allow kar dena hai.

Step-iske baad ak naya page open hoga vaha par aapko pan number aur aadhar number aur mobile number ko dalkar proceed par click kare.

Step-iske baad aapko terms of condition ko i agree par click kar dena hai.

Step-ab aapke rajisterd mobile number par ak otp ko send kiya jayega us otp ko aapko enter kar dena hai.

Step-iske baad aapko ak naya page open hoga jaha par aapko sari detail dekhkar acche se bhar deni hai.

  • Personal
  • Family
  • address

Step-iske baad aapko ak personal detail ko acchi tara se fll karle.

  • Email id
  • Marital status
  • Education qualification
  • Occupation type
  • Source fund
  • Annual income

Step-sabhi jankari ko sahi sahi bharne ke baad save ke buttion par click kar de.

Step-iske baad aapko family information ko bhar dena hai.

  • Father’s Name
  • Mother’s Name

Step-iske baad aapko Nominee Deatils ko bhar dena hai.

  • Nominee Name 
  • Relationship 
  • Date of birth
  • Address

Step-iske baad aapko address details ko bhar dena hai.

Step-apne najdik branch ko select kar lena hai.

Step-sabkuch form bharane ke baad aapko pharm ko submit kar dena hai.ab aapko video kyc karane ke liye naye page pa rjana hoga .

Step-video kyc karne ke liye aapko start your video kyc ko shuru karna hoga .

Step-video kyc karne ke liye sabhi baato ko acche se padhne ke baad proceed ke buttion par click karna hoga.

Step-aapke samane ak naya page aayega yaha par aapko click here to start your video kyc par click kar de.

Step-ab aapke samane kuch hi samay me axis bank ke karmchari aapke saath jud jayenge.

Step-ab aapko ak selfi ,pan card ki photo ,aur ak signature ki photo liya jayega aur aapko signature karke dikhane honge.

Step-sabkuch bhartane ke baad aapki video kyc secsejful ho jayega iske baad aapki email id ,aur mobile number par cif number aur Account number ,Ifsc code ko badi aasani se bhej diya jayega.

Is parkar se ham kewal 10-15 minat me axis bank me apana khata badi aasani se khol sakte hai.

Note-aap apane passbook ko apane najdiki branch se jakar le sakte hai.aur aapko atm card aur check book ko bhi pradan kar diya jayega.

Axis Bank Me Khata Khulwane Ke Liye Sabhi Jaruri Docoment

Axis bank me khata khulwane ke liye kya kya dastawej hone chahiye sabhi ko niche bataya gaya hai.

  • Aadhar card
  • Pan card
  • 2Passport size photo
  • Mobile number
  • Capital for minimum balance

Axis Bank Savings Account Opening Eligibility.

Yadi aap axis bank se zero balance account open karna chahte hai to aapko bahut sare mapdand ko follow karna hoga jo is prakar se hai-

  1. Aawedak ki aayu 18 varsh se adhik hona chahiye.
  2. Vyakti bharat ka nagrik hona chahiye.
  3. Aapke pass ak smartphone aur ak accha internet connection bhi uplabdh hona chahiye.
  4. Kyc docoment awashya hona chahiye.
  5. Ak hi branch me anya bank account nahi hona chahiye.

Types of Axis Bank Saving Accounts

Axis bank customer ke anusar saving account ko kholane ki suvidha pradan karta hai,jisko aap apane man jaise chahe khol sakte hai.yah saving account kitne prakar ka hota hai iski sari jankari niche bataya gyaa hai.

Easy Access Saving AccountClick Here
Primes Saving AccountClick Here
Liberty Saving AccountClick Here
Prestiges Saving AccountClick Here
Priority Saving AccountClick Here
Burgundy Saving AccountClick Here

Axis Bank Tollfree Number

Call18004195959
SMS Bal To 561616008691000002

Que 1-Ham axis bank me online khata kaise khulwa sakte hai?

Ans-aap axis bank ke official website par jakar khata khulwa sakte hai ya branch me jakar khata khulwa sakte hai.

Que2.Bank account me khata kholane ke liye kitne minimum rupaye ka bhugtan karna hoga?

Ans-isme aapko paise ko mainej karke rakhana hota hai.initial funding me aapko 16000 ki aawaskta hoti hai.

Que 3.kya khata kholne ke liye pan card aniwary hota hai?

Ans-ha aapko pan card aniwary roop se chahiye.

Leave a Comment