Introductions-Boroplus ak bahut hi acchi cream mani jati hai,yah twacha ke har prakar ke sankraman aur nuksan se bachane ke liye upyog kiya jata hai.Boroplus cream twacha ke nami ko banaye rakhane me sahayak hota hai.iska upyog chehare ke sabhi hisso me kiya jata hai.
Boroplus cream ak antiseptic cream hai ,jisaka upyog twacha ko halka karne ke liye kiya jata hai,yah twacha ke jalan ko thik karne me sahayak hota hai.yah prakritik awayo se milkar bana hota hai jo puri tarah se surakshit mana jata hai.
Iske upyog se kam umra ke dhabbe ,saukhe hath ,sarir ki jalan,khopadi ki mamuli jalan,aur fati andi,twacha ke rang ko gore karne me prayog kiya jata hai.yah twacha ki hanikarak soojan ko theek karne me sahayata karta hai.
Isme bahut sare ghatak mile hote hai,jo niche bataya gaya hai.
Aise cream ka koi sideeffect nahi hota hai,yah dawa nahi hai lekin iska upyog malham ke roop me prayog kiya jata hai,yah cream puri tarah se surakshit mani jati hai.iska upog agar lambe samay se kar rahe hai to koi soojan nahi hota hai.
Iska upyog aap hath pair ko saf karne ke liye,aur sukhi twacha ko saf karne me upyog kiya jata hai.aur iska upyog aap gahare ghav me kar sakte hai,iske upyog se sankraman nahi hota hai,aur twacha surakschit rahata hai,nakhoon ke aas pass lagate samay bahut sawdhani barte jisse yah pura acche dhang se kaam kare.
Boroplus creme bahut hi mulyawan prakritik awayavo se milkar bana hota hai,jo chehare ki jhai aur saf karne me prayog kiya jata hai.
Isko banane ke liye jitane bhi tatva hai sabko acchi tarah se milakar ak pets bana le,ab isme hawa se vaccum karna padata hai,jisse yah bulbule ko hatane me sahayata karta hai,aur boroplus bankar taiyar ho jata hai,isase soojan hat jati hai.
Upyog karne se pahle ise ak contener me acchi tarah se band kar dena chahiye,kyoki iske utpad aasani se sukh jata hai,boroplus lagane se pahle acchi tarah se saaf kar lena chahiye.
Yah cream twacha ke liye vastav me bahut faydemand hota hai,yah chehare ke muhase ko aasani se saaf kar deta hai,iska prayog 2 saptah tak karne par chehara gora hone lagta hai,isase soojan bhi kam ho jata hai.
FAQ
Ans-yah muhase,sorayasis,aur soojan ko theek karne me prayog kiya jata hai.
Ans-yah raat me lagana bahut faydemand hai,yah jhurri ko theek kar deta hai,aur twacha saaf ho jati hai.
Ans-nahi,ise balo par upyog nahi karna chahiye,yah jyada suraksha pradan nahi karta hai.
Aaj ke samay me lagbhag sabhi dukan par paytm ko swekar kiya jata hai ,aaj…
Vegetable Business Plan In Hindi :ese vyapar ya karobar ke roop me jana jata hai,yah…
Credit Card Se Loan Kaise Le:aaj ke samay me bahut sare log credit card ka…
Aaj ke samay me apana khud ka ghar hona har vyakti ka sapna hota hai,iske…
Patanjali dant Kanti Ke Fayde:aaj ke samay me dat ko swasth rakhne ke liye bahut…
Agar aap mahila ya purush hai to aap apane chehare ko nikharana pasand karte hai,jisase…