Aaj ke samay me apana khud ka ghar hona har vyakti ka sapna hota hai,iske bahut sare fayde uplabdh hai,isase paresani kam ho jati hai.agar aapka ka apana khud ka ghar hai to aapko ise surakshit rakhane ke liye home insurence jarur karwa lena chahiye,kyoki kewal ghro me tale lagane se hi ghar surakshit nahi rahata hai.
Yah ghar ko kisi karnwas durghtana se bachane ke kiya jata hai,jisase nuksan ki bharpai ho jati hai,yah ak prakar ki sampatti bima hai,jise grihswami bima ke roop me jana jata hai.
Yah bima bhukhamp,badh,tufan me kharab hue ghar me sahayata pradan karta hai.aapka ghar bangla,aptment ya flat ho iska home insurance jarur hona chahiye,jisase aapko arthik sahayta pradan kiya ja sake.
Vipatiya ya aapda kisi ko batakar nahi aati hai,ye anischit ghtna hai,yadi aapke sath koi durghatana ho jaye aise me ghar ki bima karna bahut jaruri hai,aapke pass home insurence jarur hona chahiye,jisse aapki bharpai ki ja sake ,isase arthik nuksan ko bachaya ja sakta hai.aapko ghar ki bima jarur kara leni chahiye.
Yah policy un sabi logo ko lena chahiye jinke pass apana khud ka makan hai,ya kiraye ka ho,logo ka yah manna hai ki home insurence kewal unhe lena chahiye jinke pass apana khud ka makan ho lekin aisa nahi hai,aap kiraye ke makan par bhi ghar ke liye bima le sakte hai,yah har prakar ke hani ko bachata hai,jisase gharo ki hani kam ho jati hai.agar kisi karnwas aapke kiraye ke ghar me durghatana ho jati hai to yah nuksan aapko makan malik ko dena hoga.
Aako ghar ki bima jarur kara leni chahiye.
Gharo ki bima yah manav aapda ya prakritik aapda ko nuksan se bachata hai,jisase aapki arthhik sthithi kharab nahi hoti hai,to chaliye aaj ham in sabhi visesta ke bare me dhyan se dekhte hai
Homedesign-yah ghar ki kisi karan nuksan ko repair aur dobara banae ke liye bhugtan kiya jata hai.
Niji Saman-yah ghar me rakhe saman jaise furniture,gharelu saman,kapdo aadi ko cover karta hai.lekin bahut mange saman jaise jwellery,art,aur kimati saman ko cover nahi kiya jata hai.
Bhukhamp-yah bhukhamp se hone wale nuksan se bachane ke liye cover kiya jata hai.
Aaj ke samay me lagbhag sabhi dukan par paytm ko swekar kiya jata hai ,aaj…
Vegetable Business Plan In Hindi :ese vyapar ya karobar ke roop me jana jata hai,yah…
Credit Card Se Loan Kaise Le:aaj ke samay me bahut sare log credit card ka…
Patanjali dant Kanti Ke Fayde:aaj ke samay me dat ko swasth rakhne ke liye bahut…
Agar aap mahila ya purush hai to aap apane chehare ko nikharana pasand karte hai,jisase…
Introductions-Boroplus ak bahut hi acchi cream mani jati hai,yah twacha ke har prakar ke sankraman…