Patanjali Dant Kanti Ke Fayde2023,Nuksan aur Iska Upyog Kaise kare

Patanjali dant Kanti Ke Fayde:aaj ke samay me dat ko swasth rakhne ke liye bahut sare manjan market me uplabdh hai,jisase prayog karke aap jan payenge ki aapke liye best toothpest kaun sa padega.dato ke liye sahi toothpest ka chunav aapke ke liye bahut aawashyak hai aise me aap ke liye aaj ham laye hai Patanjali Dant Kanti jo aapke liye accha sabit ho sakta hai.es toothpest me hanikarak chemical nahi mile hote hai,aur yah dato ko bhi chamakdar banata hai,lekin bahut jyde iska istemal nahi karna chahiye.lambe samay se istemal karne par bahut sari samshye bhi paida hone lagti hai.aaj ke article me ham yahi dekhenge ki  Patanjali Dant Kanti ke Fayade aur Nuksan Kya kya hai.

Patanjali Dant Kanti Kya Hai

Dant kanti toothpest aaj ke samay me bahut famous pest hai,aaj ke kuch samay pahle yah kewal patanjali store par uplabdh tha lekin aaj sabhi shop par aasani se mil jayega,ab yah local shop par bhi aasani se mil jayega.aaj ke samay me es product ka market me bahut jyada mang hai,log ishe aaj ke samay me bahut jyda pasand kar rahe hai.yah ak prakar ka toothpest hai jo muh ko saaf karne ke liye prayog kiya jata hai.

Dant Kanti Ingredients In Hindi

Patanjali Dant Kanti Ke Fayde janne se pahle aaj ke article me ham yah dekhenge ki isme kaun kaun se padarth mile hai,isme bahut sare aayurvedic padarth mile hai jo niche bataya gaya hai.

  • Arkara
  • Tomar
  • Neem
  • Pudina
  • Babool
  • Pipalli
  • Laung
  • Vajranti
  • Bakul
  • Vdhang
  • Haldi
  • Piloo
  • Majufal

Patanjali Dant Kanti ke Fayde

Pantanjali Dant Kanti yah aayurveic toothpaste hai jisme bahut sare ingredients mile hote hai,jo bahut faydemand hai.iske karne se dato sambandhit bahut sari samshya door ho jati hai.

  • Dat Saaf aur chamkdar hote hai

Patanjali dant kanti dato ki safai ke liye bahut hi upyogi hai,esko subah sham prayog karne se dato ke beech jami gandgi ko saaf kar deti hai,aur dat bahut acchi tarah se saaf ho jate hai.

  • Masoode bahut majboot ho jate hai

Patanjali dant kanti ke karne se masoode bahut majboot ho jate hai,yah masoodo ke dard,sujan ko theek kar deta hai,aur khoon ka niklna aadi band ho jata hai.isme upsthit padath jaise babool,tomar,laung aadi masoodo ke liye bahut faydemand hai.

  • Yah Mooh ki badbu ko sahi karta hai

Mooh me akaran durgandh aana ak bahut badi samshya hai,jisase logo ke samane sarminda hona padta hai,patanjali dant kanti toothpest muh ki durgand ko theek karne me bahut faydemand hai.iske istemal se mooh ki badbu puri tarah se theek ho jati hai.esme upasthit babool,pudina,neem pippal aadi durgandh ko theek kar deta hai.

  • Dat dard Ki shikayat theek ho jati hai

Dant kanti ke prayog se dat bahut majboot hote jate hai,aur dat dard ki shikayat bhi khatm ho jati hai,yah toothpest dato  ko andar se bahut majboot bana dweta hai,aur dat se judi sari samshya khatm ho jati hai.

  • Chemical free Hota Hai

Yah purn roop se Chemical Free hota hai,yah puri tarah se nechuraliya hota hai,jaise neem ,babool, laung ,pudina ,tomar aadi .

  • Payariya Me Faydemand

Yah masudo ke liye ak gambhir samshya hai,yah bactiriya ke karan utpann hota hai.jo masoodo ko bahut nuksan pahuchate hai .agar iska shuruati ilaj n kiya gaya to yah gambhir roop le leta hai,pantanjali dant crem bahut faydemand mana jata hai.

Patanjali Dant Kanti ka Istemal Kaise kare

  • Sabse pahle pani se acchi tarah se kula kare.
  • Thodi si danti kanti ko apane hatheli par rakhe.
  • Ab tihoda thoda uthakar masoodo par acchi tarah se malish kare.
  • Aur bad me pani se achhi tarah se kula kar le.

Patanjali Dant Kanti ke Nuksan Kya Hai

Eska koi side effect to nahi dekha gaya hai,vaise to iska koi gambhir Nuksan nahi hai,jisse kisi bhi prakar ki hani ho,lekin yah istemal karne me kadhwa hota hai,aur moooh ka swad kharab ho jata hai,isko karne ke baad nasta karenge to iska swad kharab ho jata hai,aap isko karne ke baad 25-30 min baad nasta kare jisse naste ka swad theek rahata hai.yah kahi kahi jilo me uplabdh nahi hai lekin aapko patanjali store ko dhekhana chahiye jisase yah mil jata hai.

Patanjali Dant Kanti istemal karne se pahle kin bato ka dhyan rakhana chahiye

  • Subah aur shaam patanjali dant kanti ka istemal jarur karna chahiye.
  • Jab bhi kuch khate hai to kula awashya karna chaiye jisase dat swasth rahte hai.
  • Bhojan me doodh ka sewan awashya kare.
  • Dhumarpan aadi ka sevan n kare.

Patanjali Dant Kanti ki Price

Yah aur toothpest ke mukable bahut accha toothpest hai,aap ishe kharidane ke liye amazon ki website par jakar badi aasani se kharid sakte hai.

Niskarsh

Yah patanjali dant company dwara nirmit hai,ise bahut hi accha product mana jata hai,yah dato ko bahut majboot banata hai,yah bimariyo se bhi bachata hai.

Leave a Comment