Banking Services

Paytm Account Kaise Banaye:How to Create Paytm Account in Hindi

Aaj ke samay me lagbhag sabhi dukan par paytm ko swekar kiya jata hai ,aaj ke samay me pura bharat des digital ho raha hai.jisase we digital payment ko swikar karna chahate hai.aaj ham dekhenge ki kaise Paytm Account Kaise Banaye ke bare me puri jankari ko prapt kar sakte hai.lagbhag sabhi logo ko yah awashya pata hona chahiye.agar aapke pass yah khata nahi hai to aap paytm ko swikar nahi kar payenge.

Jab kabhi ham apane mobile par paytm ke vigyapan ko dekhete hai to hamare man me ak hi sawal aata hai ki kaise aap iska use bade hi aasani se kar payenge.jisase aap paytm ke bahut sare feature ka upyog bade hi aasani se kar payenge.jaise mobile recharge karna ,bijli bill ka bhugtan karna ,aadi aap hamare dwara bataye gaye step ko follow karke bade aasani se paytm me account ko bana sakte hai.to chaliye ham vistar se dekhete hai ki kaise aap paytm ka upyog bade aasani se kar sakte hai.

Paytm Account Kaise Banaye

Agar aap apane mobile me paytm account ko banana chahte hai to aapko sabse pahle play store se paytm aap ko download karna hoga .aap hamare dwara bataye gaye option ko follow karke bade aasani se paytm account ko bana sakte hai.

Step1-sabse pahle apane bhasa ka sellect kare.

Agar aap paytm open karne ke bare me soch rahe hai to sabse pahle aapko apana bhasa ko select karna hoga .

Step2-apane mobile number ko verify kare.

Jaise hi aap apane bhasa ko select kar liye vaise hi aap pane mobile number ko sabse pahle verify kare.jo number aap verify karna chahate hai use sabse pahle usme dale agar vah uplabdh hai to use verify kar de .

Step3-create a new account par click kare.

Jaise hi aapka mobile number verify ho jayega vaise hi aapke samane 2 optision khulkar samane chala aayega jise aapko create a new account par click karna hoga .

Step4-bank account ko add kare.

Agar aap create a new account par click kar diye to aapke samane 2 optision khulkar samane chala aayega 1link bank account,2link bank account later aur aap apane bank account ko link karna chahte hai to aapko pahle optision par click karna hoga ,aur yadi aap baad me karna chate hai to dusare optision par click karna hoga .

Step5-mini kyc ko purn kare.

Jab aapke sabhi step ko pura kar le to aap dubara se aapke samane kyc ko purn karna hoga jisme aap sabhi dastawej jaise voter card,pan card, aadi dastawej ko dena hoga jisake baad aapke kyc ko pura kar diya jayega ,jab tak aap mini kyc ko pura nahi karenge aapka wallet ko activate nahi kiya jayega ,jisase aap pane khate ka lenden nahi kar payenge.

Step 6-otp ko dalkar conform kare.

Jaise hi aap mini kyc ko pura kar lenge aapko skip ke batan par click kar dena hai uske baad aapke samane aapke registered mobile number par ak otp ayega jise dalkar aapko conform kar dena hai.

Ab aapke samane aapka paytm account ko safltapurvak bana diya jayega.jise aap apane wallet me istemal kar sakte hai.aur aap apane kaam ko ghar baithe aasani se kar sakte hai jaise bijli bill, mobile recharege,gas cylinder book train ticket book,aadi.

Paytm Account Banane Ke Baad Aapko Paytm ki Full Kyc Ko Pura Karna Hoga.

Jaise hi aapka account pura ban gaya vaise hi aapko Full Kyc ko pura karna hoga.agar aap yah nahi kar rahe hai to aapka kyc pura nahi hoga.aur iske kuch limitations bhi hai jaise ki aapko apane paytm wallet me  10000 rupye rakhana hoga.aap kyc ke baad hi lenden ko aasani se kar payenge.agar aapko paytm bank account me khata ko kholana hai to bina kyc ke aap khata ko khol nahi payenge.

Mai aapko batana chahata hu ki aap kyc ko 3 prakar se kar payenge.

  1. Video Kyc
  2. Nearby Kyc Store
  3. Kyc Door step
  • Video Kyc-aapko ak slot book karna hoga jiske baad aapko paytm ke adhikari aapse baat karnge aur aapke personal id ko magenge,jiske liye aapko camre ke samane aadhar card ,pain card ya adkikari jo mangta hai use kyc ke liye dena hoga .
  • Nearby Kyc Store-aapko apane paytm ke apps me chale jana hai aur location ko on rakhana hai jiske baad aapke samane Nerby Kyc Store ka option dikhai dega jis par click karke aap store par pahuch kar apane kyc ko pura kar sakte hai.
  • Kyc door Step-es tarike ke madhyam se aapko adhikari ko apane ghar ka pata dena hoga jiske madhyam se adkikari aapke ghar pahuch kar KYC ko poora kar denge.

FAQ’s -Paytm Account Kaise Banaye

Que-Paytm Payments Bank Kya Hai?

Ans-es company ke bank ko jaisa ka naam se hi pata chalta hai ,isko paytm dwara jari kiya gaya hai.

Que-paytm Payments Banks me apana khata kaise khole?

Ans-sabse pahle aapko paytm ki full kyc karani padegi jiske madhyam se hi aap paytm payments bank me apana khata ko khol payenge.

Conclusions

Aaj hamne paytm payments bank me khata kaise khole aur kyc kaise karaye iski puri jankari ko bata diya hai,jisase aap paytm account kaise banaye iske bare me puri jankari ko hasil kar

Finance

Recent Posts

Sabji Ka Vyapar Kaise Shuru Kare ? Vegetable Business Plan In Hindi

Vegetable Business Plan In Hindi :ese vyapar ya karobar ke roop me jana jata hai,yah…

1 year ago

Credit Card Se Loan Kaise Le Badi Asani Se 2023

Credit Card Se Loan Kaise Le:aaj ke samay me bahut sare log credit card ka…

1 year ago

Ghar Ki Bima Kya Hota Hai2023:Home Insurance In Hindi

Aaj ke samay me apana khud ka ghar hona har vyakti ka sapna hota hai,iske…

1 year ago

Patanjali Dant Kanti Ke Fayde2023,Nuksan aur Iska Upyog Kaise kare

Patanjali dant Kanti Ke Fayde:aaj ke samay me dat ko swasth rakhne ke liye bahut…

1 year ago

Roop Mantra Cream ki Puri Jankari(Roop Mantra Cream Review In Hindi)

Agar aap mahila ya purush hai to aap apane chehare ko nikharana pasand karte hai,jisase…

1 year ago

Boroplus cream ke Fayde ,Nuksan aur Upyog 2023(Boroplus cream uses in Hindi)

Introductions-Boroplus ak bahut hi acchi cream mani jati hai,yah twacha ke har prakar ke sankraman…

1 year ago